Community Information
-
•
Fortune Karting Raceway HAKONE
Yeh visit karne jaisa hai bhi ya nahi? Cause Hakone Powai wala toh kaafi chota hai, Smaaash kaafi kharab ho chuka hai, aur Ajmera IndiKart k mere 2 visit ho chuke hai. Aur yeh Panvel/Rasyani wala mujhe aaj peheli baar baar dikha. Toh yeh jaan na tha ki 1:30 hour jaana aur 1:30 hour aana, yaha k 8 laps jo 15 minutes last karenge, woh worth hai ya nahi? Agar kisine visit kiya hai, toh Kart and Track condition bata sakta hai kya?1
© 2025 Indiareply.com. All rights reserved.